मुंडन गीत लिरिक्स हिंदी 2023 ll New Mundan geet lyrics hindi 2023
आज लल्ले का मुंडन है
Mundan geet lyrics
Aaj lalle ka mundan hai mundan ka samay hai sabhi Ko aajmana hai
1 - E saasu Rani tum jaldi se aana
Kaise karen yah mujhe Tum batana
Kitne hain mehman humko batana
Humko nahin kuchh pata hai
Sajan bhi khafa Hain
Sajan Ko manana hai
Aaj lalle ka mundan hai mundan ka samay hai sabhi Ko aajmana hai
2 - E jitni Rani tum jaldi se aana
Ghar mein kya aaega humko batana
Riti riwaj hamen samjhana
Nai Shagun kya dena
Kisi se kya Lena
Yah tumko batana hai
Aaj lalle ka mundan hai mundan ka samay hai sabhi Ko aajmana hai
3 - E Nandi Rani tum jaldi se aana
Dholak manjeera tumhi Ko bajana
Angana mein Dhoom tumhi Ko machana
Lalan ke bal tumhen lena
Ashish apna dena
Kangana tumhen dilana hai
Aaj lalle ka mundan hai mundan ka samay hai sabhi Ko aajmana hai
4 - na I saasu na jitni na Nanadiya
Tut Gaya Dil Mera utari najriya
Mummy bhabhi aai hai sari sakhiyan
Chandan ka palna le Ave
Khagoda le Ave
Mithaai sabhi Ko khilana hai
Aaj lalle ka mundan hai mundan ka samay hai sabhi Ko aajmana hai
Post a Comment